Saturday, January 6, 2018


COMPUTER SOFTWARE


1. Antivirus And Security

2. Browser Software

3. Player Software

4. Converter Softwrae

5. File Sharing Software

6. Devloper Software

7. Networking Software

8. Messaging Software

9. M S Office Software

10. Photo Editing Software

11. Drivers Software.

12. Mp3 TAG Software

13. Recovary Software


More Software





INDIAN CALENDAR


1. CALENDAR 2018

(i) January Calendar 2018

(ii) Febuary Calendar 2018

(iii) March Calendar 2018

(iv) April Calendar 2018

(v) May Calendar 2018

(vi)June Calendar 2018


More Months Calendar


2. CALENDAR 2019

3. CALENDAR 2020

4. CALENDAR 2021.

5. CALENDAR 2022


More Years Calendar

























































Apna CSC Registration Process kare : CSC (Commen Servies  Center )Kaise Khole

Hello dosto mai vipin kumar baadsaha aaj aapko Apna CSC Registration Process kare ke baare me bataunga. Digital india ke es dor me aaj ke time me sabhi kam online hone lag gye he or esi digital india me govt ne csc center ki suvidha di he me or aapko batane ja rha ki aap apna csc center kaise khole uske bare me apna csc registration karne ki full jankari dunga

CSC Kya Hai

sabse pahle me aapko csc ke bare me jankari deta hu csc ka pura naam Common Service Center hota he jiski help se ham logo ko bahut sari online service dete he jaise pan card, passport, train ticket, aadhar card, etc.

or bhi bhut sari service hoti he jinki aapko csc ki website se mi jayegi to ab me aapko btata hu csc center kholne ke bare me

Apna CSC Registration Process


Apna CSC Registration Process 

apna csc new registration karne ke liye aapko http://register.csc.gov.in website par jana hoga or fir aapko usme click here to register par click karna he

click karne ke bad aapke samne csc online application form open ho jayega jisme aapko apna aadhar number dalkar verify karna he verify karne ke liye aapke pass tin tarikehe1.Iris 2. Fingerprint 3. OTP 

apna csc registration

aap otp select karke aasani se mobile sms se apna aadhar number verify kar sakte he verify karne ke bad aapke samne ek form open ho jayega jisme aapko apni puri jankari dalni hogi 

apna csc registration

aapko apna kiosk name, address,bank details, infrastructure, or apne shop ki jeotag image upload karni hogi ye sabhi jankari dalne ke bad aap form ko sabmit kar digiye 


form fill karne ke bad aap apne application status check karte rhe same website par jiske bare me mene suruaat me btaya tha 30 se 45 din ke ander aapko apna csc center ke bare me jankari mil jayegi apni mail id par

finaly aapko meri yah jankari kaisi lgi comment karke jrur bataye agar aapko apna csc registrationkarne me koi problem aaye to comment karke jarur bataye.


Related Posts:

0 comments:

Post a Comment