Paytm Se Bank Me Paise Kaise Transfer Kare
Abhi digital India ke yug me Paytm wallet ka use bad gya he me aapko Paytm ke paise ko bank account me bhejne ka tarika bta tha hu.
Sabse pahle apna Paytm app open Karne login kre or fir passbook option par click kare
Passbook option par hate hi aapko samne ka aapka wallet balance show Hoga or uske pass me " Send money to bank " ka option he is par click kare
Ab aapko ek or option milega Transfer ka usper Jana Hoga
* Youtube Video SD Card Me Save Kaise Kare
* Mobile se online train ticket book kaise kre puri jankari
Ab aage aapko jiske bank me paise bhejne he uska account number, name, ifsc code, dalna he or send par click Karna he.
Aapka payment wallet ka paisa Kuch hi time me bank account me Transfer ho Jayega jiske information aapko sms me mil jayegi.
Yah information aapko kaisi lgi comment jrur kare.
Agar aapko yha btaye gye step se samaj me nhi aaye to YouTube par video bhi dekh skate ho
0 comments:
Post a Comment